Yun Bhi Hua Kabhi
Yun bhi hua kabhi ki dhadkano ki shor me main khaamosh rha
In Sehra me reh kar bhi main pyasa raha
Yun to kayi kwhab tatole
par jaane kyun, sab jaan, har kwhaab se anjaan rahamanzil ki talash me kayi raaston se guzrajuda main kayi kaarvon se par har musafir se anjaan rahaYun bhi hua kabhi ki ek awaaz ka bahut shor huapar apne hi naam pe main sabse gumnaam rahaFikr to thi mujhko bhi us anzaam kipar jaane kyun us anjaam se bhi dur rahaRoshni pighla bhar li maine apni jholipar har rang se unchua main berang rahaYun Bhi Hua Kabhi ki badhe mere kadam aagepar aisa bhaya ye gum ki hur khushi se jaane kyun main mehroom rahaYun Bhi Hua Kabhi..!!!
Comments